mom ki guriya
suno ay mom ki guriya
ab es daur k andar,
koi majnu nahe banta,
koi ranjha nahe hota....
qadam do char chalne se,
safar sanjha nahe hota,
to in sekaar sochon pe,
suno!!!
Rone ka darr kesa?
jissey paya nahi tum ne
usey khone ka darr kesa?
No comments:
Post a Comment