Friday, 20 February 2015

tum ko socha karty hain

jab barish barsa karti hai

or har so pani hota hy

hum apne ghar k angan mein

aamar bail ke say mein

parindo ko deikha karte hain

or tum ko socha karte hain

No comments:

Post a Comment