mujy tum yaad aty ho
jamal ban kar meri ankhoo main samaty ho
khyal ban kr mere khwaboon ko gudguday ho
kamal ban k meri zindagi banaty ho
wasal ban kar mere hosly barhaty ho
sawal ban kar sata-ty ho
zawal ban kar iltja sajaty ho
khuda gawa hy tum mujy yaad aty ho
No comments:
Post a Comment