hon gy juda
hon gy juda is tarha,socha bhe nahi tha
ye dil is tarha kabhi bhe waraan to na tha
jese hoa hy ab wo k halat se mary
pehaly kabhi wi is tarha najan ,tu na thawo shahar se gaya hy tu ronaq bhi ly gaya
ye shehr is tarha khi,,sun san tu na tha
ik pyar ki jageerka,malik tha main kabhi
pehaly tu kbhi ,be,saro saman tu na tha
mohsin hum ne ishq mein paya nafa bohat
es kaarobar mein koi,nuqsan to na tha
No comments:
Post a Comment