humary khwab k ghar
usey rasmi sahi,lekin khuda hafiz to kehna tha
zuban main itni taaqat thi ,magr sehra ki wehshat main
meri bachpan se adat thi,mujy khamosh rehna tha,
wo kcha ghar,wo barish main humari jagti ankhein!
humein jati hui barkha se,kuch na kuch to kehna tha!
wafa ki rassm wo hum sy,nibhata kab talak aye dil!
humary khwab ke ghr thy hmein to un main rehna tha!
No comments:
Post a Comment