rat ki nagan
jab rat ki nagan dasti hy
nas nas main zehair utar,ta hy
jab chand ki kisnein tezi se
es dil ko cher k ati hain
jab ankh k andar hi anso
zangeeroon main bandh jaty hain
sub jazboon pe cha jaty ho
tab yaad bohat tum aty ho

No comments:
Post a Comment